Posts

Mardana kamzori kya hai in urdu

Mardana kamzori se murad, nafs ka dheela hona, sex ka jazba na hona, nafs ka complete intashar na hona ,manni ka patla hona aur apne partner ko satisfy na kar sakna hai iski kuch alamaat hain jo main apko btaon ga jis se ap andaza kar sakain gay k kia ap main mardana kamzori hai ya ap sirf wehm min mabtala hain. acha ek bat yad rakhin mardana kamzori se murad namardi nahin hai, namardi ek alag cheez hai namardi k hawaly se main ek alag article likhon ga. Mardana Kamzori Ki Alamaat 1- Jaryan Jaryan mardana kamzori ki jar hai jaryan se murad baghair irady k kharij hone wali manni hai, for example peshaab krty time pehle ya bad main manni k qatray ana sometime time ye qatray qabz ki waja se bhi a jaty hain to ghabrain nahin bas apni qabz ka ilaj karwain. jaryan ki soorat main mard ki body se manni ka akhraaj hota rehta hai or mard kamzor hota chala jata hai, jaryan mard ko andar se khokhla kar daita hai, sex karne ka jazba ahista ahista khatam hota rehta hain , nafs kamzor hona st...
Recent posts